Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahaar aane se pehle meri duniyaa mein khizaan aayi abhi dil ki kali khilne naa paayi thi ke murjhaayi mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha kahin aansun kahin aahen naa kuchh iske siwaa dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha bada rangeen sapna dekhna chaaha tha ulfat kaa bada rangeen sapna dekhna chaaha tha ulfat kaa tamanna kya thi aankhon ki magar aankhon ne kya dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha hua dhoka muqaddar par bharosa karne waalon ko bharosa karne waalon ko hua dhoka muqaddar par bharosa karne waalon ko bharosa karne waalon ko ke humne aaj tak kismat ka ulta faisla dekha mohabbat ka natija humne duniyaa mein bura dekha kahin aansun kahin aahen naa kuchh iske siwaa dekha
mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi jahaan ye masti nazar mein chhaayi deta kuchh nahin sujhaayi takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai takra ke nain milta hai chain murakh kyun rota hai murakh kyun rota hai mohabbat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai par bade gazab ki baat hai iss mein bhi dhokha hai shiqaayat kar lo jee bhar lo aji kis ne roka hai ho sake to duniya chhod do duniya bhi dhokha hai shiqaayat kar lo mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi ke dum se mohabbat kya hai suno ji humse sab kuchh hai isi
mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mujhe jab kisi se mohabbat nahin thi mohabbat nahin thi to aankhon ko rone ki aadat nahin thi aadat nahin thi mohabbat ne aankhon mein aansu basaaye aansu basaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye mere dil ko dekho jo dhoke mein aaya dhoke mein aaya mohabbat ka ek geet bhoole se gaaya bhoole se gaaya magar raat din ab kare haay haay kare haay haay mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye ye ek din hansaaye to sau din rulaaye sau din rulaaye mohabbat ke dhoke mein koi na aaye koi na aaye
mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil ye tanhaayi nahin thi iss jagah thi pyaar ki mehfil tere ghum se gale milkar jahaan ab ro raha hai dil yahin hans hans ke hoti thi kabhi apni mulaqaaten mohabbat ke suhaane din mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai mere maayus honthon pe tere ghum ki kahaani hai kahaani ye nahin ghum ki ye ulfat ki nishaani hai ye aansoon aur ye aanhen mohabbat ki hain saugaaten mohabbat ke suhaane din jawaani ki haseen raaten judaayi mein nazar aati hain ye sab khaab ki baaten mohabbat ke suhaane din
sitaare doob chale raat dhalne waali hai chale bhi aao ke duniyan badalne waali hai tumhe qasam hai na karna meri judai ka ghum hawayen laakh chalen shamma jalne waali hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai ujaale ko tarasti hain nigaahen badi viraan hain ulfat ki raahen kahan hai kahan hai chaand mere tu kahan hai mohabbat ki bas itni dastan hai maza milne ka aata hai bichhad ke mohabbat rang laati hai ujad ke judai judai do dilon ka imtehaan hai mohabbat ki bas itni dastan hai mohabbat ki bas itni dastan hai bahaaren bahaaren char din ki phir khizan hai mohabbat ki bas itni dastan hai
mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye kisse nigahen yaar ke ye dhadkan dil e beqarar ki ye subhein tumhari yaad ki ye shamein suhaani bahaar ki tumhari mohabbat mein sanam mili hain humein ye nishaniyan humare tumhare pyaar pe khuda ki rahe mehrbaniyan mohabbat ki kahaniyan bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye bahaaron ne aa ke neend se sabhi soye armaan jaga diye dhadkta raha dil raat bhar humein wo fasane suna diye koi aur sunle baat ye to kya kya na ho badgumaniyan mohabbat ki kahaniyan sunane lagi hain jawaniyan mohabbat ki kahaniyan zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki zamana na humse chheen le ye daulat tumhare naam ki nigahon se dekhe hum sabhi
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke hoooo ooooo yahaan jo bhi aaya gaya haath mal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil naa paayi kisi ne mohabbat ki manzil kadam dagmagaye zara door chal ke oooooo oooooo kadam dagmagaye zara door chal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa humen dhundhati hai bahaaron ki duniyaa kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke oooooo oooooo kahaan aa gaye hum chaman se nikal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil kahin toot jaaye naa hasrat bhara dil naa yun teer phenko nishana badal ke oooooo oooooo naa yun teer phenko nishana badal ke mohabbat ki raahon mein chalna sambhal ke mohabbat ki raahon mein
Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye
meri taqdeer mujhe aaj kahaan laayi hai sheesha sheesha jahaan mera hi tamaashaai hai mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aaaaa mujhe ilzaam na dena meri behoshi ka aa meri majboor muhabbat ki yeh ruswaai hai mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye mohabbat mein aise qadam dagmagaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye jise kaam ho raat din aansuon se jise kaam ho raat din aansuon se use huqm ye hai hanse aur hansaaye use huqm ye hai hanse aur hansaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye kisi ki muhabbat mein majboor ho kar kisi ki muhabbat mein majboor ho kar hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye hum un tak to pahunche wo hum tak na aaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye wo jinke liye zindgaani luta di eeee eeee eeee ee wo jinke liye zindgaani luta di ye baithe huye hain mera dil churaaye ye baithe huye hain mera dil churaaye zamaana ye samjha ke hum pee ke aaye pee ke aaye
mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge isi soorat se hum bigdi huyi kismat bana lenge mohabbat mein sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge sitaaron mein gulo mein chaand mein tum mil hi jaaoge tum mil hi jaaoge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge kahan tak hai mohabbat mein haqeeqat aazmaa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain zamaane ko dikha denge ke do dil kaise milte hain ke do dil kaise milte hain isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge isi duniya mein hum tum doosri duniya basa lenge mohabbat mein kashish hogi to ek din tum ko paa lenge mohabbat mein
mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain adaaon mein thi saadgi ab se pehle hooo oooo ooooo adaaon mein thi saadgi ab se pehle wallah kahaan rang the ye sunhre ruphle hooooo oooo nazar milte hi nazar milte hi kya se kya ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain kisi mod se ban ke sooraj nikalna hoooo oooo ooooo kisi mod se ban ke sooraj nikalna tauba kahin dhoop mein chaandani ban ke chalna hooooo ooooo jidhar dekho jalwa jidhar dekho jalwanuma ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra hoooo oooo ooooo yahaan to laga dil pe ik zakhm gehra haaye wahaan sirf unka ye andaaz thehraa hooooo ooooo khata kar ke bhi khata kar ke bhi bekhata ho gaye hain haseen aaj kal ke khuda ho gaye hain mohabbat se dekha khafaa ho gaye hain
he he lara lara la lara lara la la la la he he lara la la la la la la la lara lara la mohabbat se zyada mohabbat hai tumse mohabbat se zyada mohabbat hai tumse ye dil keh raha hai kasam se kasam se tumhein chahti hoon main chaahat se zyada tumhein chahti hoon main chaahat se zyada ye rab jaanta hai kasam se kasam se mohabbat se zyada tumhein dekhta hoon to lagta hai jaise mujhe meri saari khushi mil gayi hai sadiyon se jiski tamanna thi mujhko mujhe wo meri zindagi mil gayi hai teri baatein sun ke meri ye nigaahein teri baatein sun ke meri ye nigaahein jhuki ja rahi hain sharam se sharam se mohabbat se zyada mohabbat hai tumse ye dil keh raha hai kasam se kasam se mohabbat se zyada bacha ke rakhungi sabhi uljhanon se tumhe gesuon ki ghani chhaon doongi mujhe chahe kuchh bhi zamaana kahega tere baajuon mein hi soyi rahungi mujhe pyaar kitna hai is bholepan se mujhe pyaar kitna hai is bholepan se bataun main kaise sanam se sanam se mohabbat se zyada mohabbat hai
mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage door koi murli ki dhun par geet milan ke gaaye jaane waale yaad mein teri neend naa mujhko aaye jab chain se duniya soye hoooo oooooo ooooo ek biraha ka mara mann jaage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage raat kahe dharti pe jagmag chandni ban kar barasun aise mein aa ke daras dikha ja haay main ro ro tarsun dil tod ke jaane waale oooo oooooo ooooo mohe kuchh nahin tujh bin saaje mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage luti bahaaren saawan beeta toot gaye woh sapne jab se piya pardes sidhaare rahe na din woh apne haay birha ke baadal kaale hooooo ooooo oooooo chhaaya ghor andhera more aage mohan ki muraliya baaje ooooooo oooooo ooooo sun thes jiya pe more laage
mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo ho oo oo oo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo sambhle na aaj piya jaane kyun mera jiya gir gir main jaaun haay tumne kya jaadu kiya sambhle na aaj piya jaane kyun mera jiya gir gir main jaaun haay tumne kya jaadu kiya ho oo oo oo zara aa ke sambha lo saajan zara aa ke sambha lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo baanhon mein teri piya jhula main jhoolun tu mujhko bhule na main tujhko bhoolun baanhon mein teri piya jhula main jhoolun tu mujhko bhule na main tujhko bhoolun ho oo oo oo ye qasam aaj kha lo saajan ye qasam aaj kha lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mere nanhe se naazuk man ki dekho batiyaan na taalo ho oo oo oo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo mohe apna bana lo saajan mohe apna bana lo
jo main aisa jaanatiiiiiii ke preet kiye dukh hoye hooo nagar dhindhora peetatiiiii ke preet na kariyo koi mohe bhool gaye sanwariyaaaaa bhool gaye sanwariya mohe bhool gaye sanwariyaaaa bhool gaye sanwariya aawan keh gaye aj hun na aaye aawan keh gaye aj hun na aaye leeni na mori khabariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya dil ko diye kyun dukh birhaa keeeeee tod diya kyun mahel banaa ke dil ko diye kyun dukh birhaa ke tod diya kyun mahel banaa ke aas dila ke o bedardi aas dila ke o bedardi pher li kaahe nazariya mohe bhool gaye sanwariyaaa aa bhool gaye sanwariya nain kahen ro ro ke sajna aa aa dekh chuke hum pyaar ka sapna nain kahen ro ro ke sajna dekh chuke hum pyaar ka sapna preet hai jhooti preetam jhoota preet hai jhooti preetam jhoota jhooti hai saari nagariya mohe bhool gaye sanwariya aa aa bhool gaye sanwariya
mohe bikta sajan mil jaaye haaye re mohe bikta sajan mil jaaye to le loon ise jaan bech ke haaye main le loon ise jaan bech ke aise saude mein pehle dil jaaye ho aise saude mein pehle dil jaaye mile na piya jaan bech ke ho mile na piya jaan bech ke preet nagri ki aisi hi reet hai preet nagri ki aisi hi reet hai jo bhi haara yahaan uski hi jeet hai ho jo bhi haara yahaan uski hi jeet hai jaaun tujhpe main waari rabba haaye haaye aisa teer laga kaari rabba haaye haaye jaaun tujhpe main waari aisa teer laga kaari tujhe dekhun to dil hil jaaye main le loon ise jaan bech ke haaye mile na piya jaan bech ke mohe bikta sajan mil jaaye haaye re mohe bikta sajan mil jaaye to le loon ise jaan bech ke haaye main le loon ise jaan bech ke meethi meethi muraliya bajaye jaa meethi meethi muraliya bajaye jaa meri paayal ko nagmein sikhaye jaa ho meri paayal ko nagmein sikhaye jaa yahi mera hai iraada rabba haaye haaye banun shyam ki main radha rabba haaye haaye yahi mera hai iraada
hooooo o o o o o o o mohe chhedo na ho mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi o krishan kanhaayi kaahe pakad li meri kalaayi teri duhaayi krishan kanhaayi harjaayi tu bansari waala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala raadha se hogi raadha se hogi teri thitholi aankh michooli tum hum joli holi mein kyun mujhe rang daala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala ke main hoon brij baala nahin main raadha teri mohe chhedo na nand ke lala
mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare ae aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare pyaar bhara dil tod ke saajan tum kis or sidhaare mukh mod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna aa aa kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna preet abhaagan aaj huyi hai ek adhoora sapna dil tod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi
mohe laagi re mohe laagi re laagi re laagi julmi umariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun mohe roko re mohe roko re roko re roko ho gayi baawariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun laagi jab se ye nain gaya jeeyra ka chain haye tab se ye naina na laage laagi jab se ye nain gaya jeeyra ka chain haye tab se ye naina na laage behke behki hai chaal hai ye abhi se ye haal jaane kya hoga kya hoga aage jaane kya hoga kya hoga aage mo pe daaro na mo pe daaro na daaro na daaro aisi nazariya saawariya saawariya main gir gir jaaun saawariya main gir gir jaaun dekho aayi bahaar uspe tera ye pyaar kaise apne jiya ko sambhalun dekho aayi bahaar uspe tera ye pyaar kaise apne jiya ko sambhalun maana laakhon mein ek par tu aise na dekh thehron aanchal mein naina chhupa loon thehron aanchal mein naina chhupa loon haaye dekhe re haaye dekhe re dekhe re dekhe saari nagariya saawariya saawariya main gir gir jaaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mohabbat Ka Natija Arab Ka Saudagar (1956) 03:35 15549
 
Poster of Arab Ka Saudagar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shashikala
Duration : 03:35   Song Number : 15549   

Mohabbat Kar Lo Aar Paar (1954) 04:11 32053
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakila
Duration : 04:11   Song Number : 32053   

Mohabbat Ke Dhoke Mein Badi Bahen (1950) 04:12 35875
 
Poster of Badi Bahen (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rahman
Duration : 04:12   Song Number : 35875   

Mohabbat Ke Suhaane Maryada (1971) 04:56 13690
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:56   Song Number : 13690   

Mohabbat Ki Bas Itni Bara-dari (1955) 04:12 12838
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Ajeet, Geeta Bali
Duration : 04:12   Song Number : 12838   

Mohabbat Ki Kahaniyan Woh Din Yaad Karo (1971) 06:28 32346
 
Poster of Woh Din Yaad Karo (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Nanda
Duration : 06:28   Song Number : 32346   

Mohabbat Ki Raahon Mein Uran Khatola (1955) 03:13 14366
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:13   Song Number : 14366   

Mohabbat Ki Zubaan Chup Hai Lagan (1955) 03:26 38803
 
Poster of Lagan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 38803   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Mohabbat Mein Aise Kadam Anarkali (1953) 05:04 39617
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Rai
Duration : 05:04   Song Number : 39617   

Mohabbat Mein Kashish Hogi To Khubsoorat (1952) 02:54 15612
 
Poster of Khubsoorat (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Saukat Jaunpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:54   Song Number : 15612   

Mohabbat Se Dekha Bheegi Raat (1965) 03:21 12911
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12911   

Mohabbat Se Zyada Gumnaam (The Mystery) (2008) 05:16 38255
 
Poster of Gumnaam (The Mystery) (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dino Morea, Mahima Choudhary
Duration : 05:16   Song Number : 38255   

Mohan Ki Muraliya Baaja Mela (1948) 03:13 36367
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:13   Song Number : 36367   

Mohe Apna Bana Lo Bandish (1955) 03:21 35891
 
Poster of Bandish (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Indira Bansal
Duration : 03:21   Song Number : 35891   

Mohe Bhool Gaye Sanwariya Baiju Bawra (1952) 04:15 12144
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:15   Song Number : 12144   

Mohe Bikta Sajan Mahua (1969) 04:45 38964
 
Poster of Mahua (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sonik-Omi
Duration : 04:45   Song Number : 38964   

Mohe Chhedo Na Lamhe (1991) 03:23 13601
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sridevi, Anil Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 13601   

Mohe Chhod Gaya Taj (1956) 03:25 32855
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 03:25   Song Number : 32855   

Mohe Laagi Re Laagi Suhaag Raat (1968) 04:47 16325
 
Poster of Suhaag Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Jeetendra, Sulochana Latkar
Duration : 04:47   Song Number : 16325